% \startsong \stitle{mai.n mai.n mai.n mai.n ##cartoon## ... baj rahaa hai}% \film{Mr. Qaartoon, M.A.}% \year{1958}% \starring{Johny Walker, Shyama, Raj Mehra, Mehmood, Kumkum, Meenu Mumtaz}% \singer{Rafi, Asha, Shamshad}% \music{O P Nayyar}% \lyrics{Hasrat}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10530 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % % Part 1 ra \: mai.n mai.n mai.n mai.n ##cartoon## \-2 baj rahaa hai baar\-baar dil kaa Teliiphuun mai.n mai.n mai.n \threedots aajaa dil ke hoTalo.n me.n ghuum le zaraa pyaar kii bahaar le ke jhuum le zaraa hamako to khilaa_i_e jii taazaa halavaa sun mai.n mai.n mai.n \threedots aaj is zamii.n pe to apanaa raaj hai Topii isako mat kaho jii sar pe taaj hai yuu.N chamak rahaa huu.N jaise ko_ii ##moon## mai.n mai.n mai.n \threedots ham gulaam aapake hai.n liiji_e ba.ndagii aapake qaram se hai hamaarii zindagii ye jahaaj jaa_egaa jii siidhe deharaaduun mai.n mai.n mai.n \threedots aa \: mai.n arab kii huur tere paas aa_ii huu.N reshamii naqaab me.n bahaar laa_ii huu.N gesu_o.n kaa Daal diiji_e hamape ##monsoon## mai.n arab kii huur \threedots % % Part 2: % ra \: phuul jab khilaa to aa_ii.n shoK titaliyaa.N aashiyaa.N banaa to aa_ii.n ghir ke bijaliyaa.N Dar yahii hai kar na jaa_e.N aarazuu kaa Kuun mai.n mai.n mai.n \threedots % #endindian \endsong