% \startsong \stitle{Kuubasuurat hasiinaa jaan\-e\-jaa.N jaan\-e\-man}% \film{Mr. X in Bombay}% \year{1964}% \starring{Kishore, Kumkum}% \singer{Kishor, Lata}% \music{Laxmikant-Pyarelal}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10951 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % Credits: % \printtitle #indian % ki \: Kuubasuurat hasiinaa jaan\-e\-jaa.N jaan\-e\-man ra.ng jisake labo.n kaa Dhuu.NDhataa hai chaman tuu nahii tuu nahii.n vo hasii.n to sanam ko_ii aur hii hai la \: Kuubasuurat diivaanaa jaan\-e\-jaa.N jaan\-e\-man sun ke jisake fasaane jhuum uThaa meraa man tuu nahii tuu nahii.n vo hasii.n to sanam ko_ii aur hii hai ki \: kal vo milii thii to shab baato.n me.n Dhalii thii la \: ho mujhe chhe.Do naa aise to bataa do kaun thii vo ki \: ( ha haa ) \-2 naazo.n palii thii vo shabanam thii yaa kalii thii ho ho ho ho ho ho jaisii vo thii vaisii tuu nahii tuu nahii.n \threedots la \: Kuubasuurat diivaanaa \threedots Kvaabo.n me.n aksar vo aane\-jaane lagaa hai ki \: o chalo chho.Do rahane do nahii.n ye dillagii achchhii la \: is dillagii me.n ye dil jal jaane lagaa hai ho ho ho ho ho ho kaise kah duu.N tuu hai tuu nahii tuu nahii.n \threedots ki \: Kuubasuurat hasiinaa \threedots jhuume nazaare agar vo zulfe.n savaare la \: o meraa dil naa jalaa sun le mere badale use chun le ki \: ( haa haa ) \-2 samajhii nahii.n tuu terii jaanib hai.n ishaare ho ho ho ho ho ho haa.N haa.N tuu hii hai vo do \: tuu nahii tuu nahii.n \threedots ki \: Kuubasuurat hasiinaa \threedots la \: sun ke jisake fasaane \threedots do \: tuu nahii tuu nahii.n vo hasii.n to sanam ( teraa pyaar hai ) \-2 % #endindian \endsong