% \startsong \stitle{ye beTiyaa.N to baabul kii raaniyaa.N hai.n}% \film{Na Tum Jaano Na Hum}% \year{2002}% \starring{Hritik Roshan, Isha Deol, Said Ali Khan}% \singer{Jaspindar Narula, Chorus}% \music{Rajesh Roshan}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % ye beTiyaa.N to baabul kii raaniyaa.N hai.n miiThii miiThii pyaarii pyaarii ye kahaaniyaa.N hai.n ye shiishe diyaa.n gu.Diyaa.N rab jaaNe ke ye ku.Diyaa.N kinnaa.n jamiyaa.n kinnaa.n le jaaniyaa.n hai.n ye beTiyaa.N \threedots ye la.Dakiyaa.N to maa.No.n kii raaniyaa.N hai.n miiThii miiThii \threedots in kaa raam hai rakhavaalaa in kaa bachapan bholaa bhaalaa bholii bhaalii sii in kii javaaniyaa.N hai.n ye la.Dakiyaa.N to \threedots sab ke dil kii saare ghar kii ye raaniyaa.N hai.n ye chi.Diyaa.N ik din phurr se u.D jaaniyaa.N hai.n ko_ii in kaa haath naa chho.De ko_ii in kaa dil naa to.De e te sachche rab diyaa.n meharbaaniyaa.N hai.n ye beTiyaa.N \threedots kahaaniyaa.N hai.n huu.n huu.n huu.n huu.n kahaaniyaa.N hai.n % #endindian \endsong