% \startsong \stitle{nain diivaane ik nahii.n maane}% \film{Afsar}% \year{1950}% \starring{Dev Anand, Suraiyya}% \singer{Suraiyya}% \music{S D Burman}% \lyrics{Pt. Narendra Sharma}% % % Contributor: Hemlata N. Khemani (hnkst5+@pitt.edu) % Date: 13 sept, 1997 % Transliterator: % Credits: % \printtitle #indian % nain diivaane ik nahii.n maane kare man maanii maane naa huye hai.n paraaye man haar aaye man kaa maram jaane naa, jaane naa, jaane naa nain diivaane (aanaa na jaanaa man hii na jaanaa chitavan saavan ban ke nishaanaa) \- 2 kaisaa nishaanaa kaisaa nishaanaa man hii pahachaane naa maane naa maane naa nain diivaane jiivan belii kare aThakhelii mahake man ke bakul priit phul phuule jhuulaa jhuule chahake man bul\-bul, mahake man ke bakul man kyaa jaane kyaa hogaa kal dhaar samay kii bahatii kal kal jiivan cha.nchal jiivan cha.nchal din jaake phir aaye naa aaye naa aaye naa nain diivaane % #endindian \endsong %