% \startsong \stitle{tere bin mai.n kuchh bhii nahii.n ... tere saare aa.Nsuu mere}% \film{Naaraaz}% \year{1994}% \starring{Mithun Chakraborty, Pooja Bhatt, Atul Agnihotri, Sonali Bendre}% \singer{Kumar Sanu, Udit Narayan, Anu Malik}% \music{Anu Malik}% \lyrics{Rahat Indori}% % % Audio On: Tips % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % saanu: (tere bin mai.n kuchh bhii nahii.n)\-4 tere saare aa.Nsuu mere merii saarii Kushiyaa.N terii udit: (tere bin mai.n kuchh bhii nahii.n)\-2 tere saare aa.Nsuu mere merii saarii Kushiyaa.N terii saanu: tere bin mai.n kuchh bhii nahii.n udit: tere bin mai.n kuchh bhii nahii.n saanu: (tuu aasamaa.N mai.n zamii.n tuu jahaa.N mai.n bhii vahii.n merii duniyaa bas tuu hii tuu tuu nahii.n to mai.n bhii nahii.n)\-2 % tiirath as pronounced (mai.n chaaro.n dhaam kyo.n jaa_uu.N mere tiirath hai.n bas yahii.n)\-2 udit: tere saare aa.Nsuu mere merii saarii Kushiyaa.N terii saanu: (tere bin mai.n kuchh bhii nahii.n)\-2 udit: (tere bin mai.n kuchh bhii nahii.n)\-2 udit: (do shahazaade raat akelii rah naa jaa_e baat adhuurii)\-2 anu: mere bhaa_ii tuu mujhase kuchh kahanaa chaahataa hai kah de naa ye adhuurii baat mujhe samajh me.n nahii.n aatii ko_ii to ba.Dii baat hai bhaa_ii apane chhoTe bhaa_ii se kyo.n chhupaataa hai udit: (mai.n dil huu.N dha.Dakan tuu hai kaise bhuuluu.N bachapan tuu hai)\-2 ye duniyaa hai zaalim ba.Dii ba.Daa bholaa tuu maasuum hai (ek baazuu se hogaa uThaanaa mere bhaa_ii tujhe ye zamii.n)\-2 saanu: tere saare aa.Nsuu mere merii saarii Kushiyaa.N terii (udit: tere bin mai.n kuchh bhii nahii.n saanu: tere bin mai.n kuchh bhii nahii.n)\-2 saanu: tere saare aa.Nsuu mere udit: merii saarii Kushiyaa.N terii % #endindian \endsong