% \startsong \stitle{nain tumhaare mazedaar o janaab-e-aalii}% \film{Junglee}% \year{1961}% \starring{Anoop Kumar, Azra, Shammi Kapoor, Saira Bano}% \singer{Mukesh, Asha}% \music{Shankar-Jaikishan}% \lyrics{Hasrat}% % % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: Satish Subramanian (subraman@myria.cs.umn.edu) % rec.music.indian.misc (USENET newsgroup) % C.S. Sudarshana Bhat (ceindian@utacnvx.uta.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % mukesh: nain tumhaare mazedaar o janaab\-e\-aalii \- 2 aashaa: hamako tumase hai pyaar o janaab\-e\-aalii \- 2 mukesh: nain tumhaare mazedaar o janaab\-e\-aalii pyaar kiyaa tumase kyaa hamane gunaah kiyaa \- 2 aap ke ishaaro.n pe khud ko tabaah kiyaa banate hai.n hamahii gunahagaar o janaab\-e\-aalii nain tumhaare mazedaar o janaab\-e\-aalii aashaa: hamako tumase hai pyaar o janaab\-e\-aalii aap chaahe kuchh ho, nigaaho.n pe chhaa gaye \- 2 merii zi.ndagii me.n bahaar banake aa gaye ham hai.n tumhaare talabagaar o janaab\-e\-aalii hamako tumase hai pyaar o janaab\-e\-aalii mukesh: nain tumhaare mazedaar o janaab\-e\-aalii raah me.n pa.De hai.n, huzuur ke gulaam hai.n \- 2 giit mere sun lo vafaa ke payaam hai.n ham hai.n tumhaare tabedaar o janaab\-e\-aalii nain tumhaare mazedaar o janaab\-e\-aalii aashaa: hamako tumase hai pyaar o janaab\-e\-aalii % #endindian \endsong %