% \startsong \stitle{tumako apanii zindagii ... dil beqaraar hai}% \film{Nageenaa}% \year{1951}% \starring{Nasir Khan, Nutan, Bipin Gupta, Hiralal}% \singer{C H Atma}% \music{Shankar Jaikishan}% \lyrics{Hasrat}% % % Contributor: BOL ANAMOL #11904 [V S Rawat] % % Song courtesy: http://www.indiascreen.com (Late Shri Amarjit Singh) % \printtitle #indian % tumako apanii zindagii kaa aasaraa samajhe the ham bewafaa nikale ho tum kab bewafaa samajhe the ham dil beqaraar hai meraa dil beqaraar hai us beqadar kaa tiir mere dil ke paar hai ( samajhe huye the ham jise ulfat kii chaa.Nd\-raat ulfat kii chaa.Nd\-raat ) \-2 hamako jalaa rahii hai us bewafaa kii baat biga.De huye biga.De huye nasiib pe kyaa eKtiyaar hai dil beqaraar hai meraa dil beqaraar hai ( duniyaa ke saath\-saath yuu.Nhii wo bhii badal gaye wo bhii badal gaye ) \-2 aa.Nkho.n se aa.Nsu_o.n ke janaaze nikal gaye \-2 taqadiir kii taqadiir kii nazar lagii har phuul Kaar hai dil beqaraar hai meraa dil beqaraar hai us beqadar kaa tiir mere dil ke paar hai % #endindian \endsong