% \startsong \stitle{yaad aa_ii hai bekasii chhaa_ii hai}% \film{Nageenaa}% \year{1951}% \starring{Nasir Khan, Nutan, Bipin Gupta, Hiralal}% \singer{Lata}% \music{Shankar Jaikishan}% \lyrics{Hasrat}% % % Contributor: BOL ANAMOL #11905 [V S Rawat] % % Song courtesy: http://www.indiascreen.com (Late Shri Amarjit Singh) % \printtitle #indian % yaad aa_ii hai bekasii chhaa_ii hai ro rahii hai Kushii aa.Nkh bhar aa_ii hai aa.Nsuu bhii piye terii yaad me.n haradam mar\-mar ke jiye ab kisase kahe.n ham haay kyaa ho gayaa wo kahaa.N kho gayaa dil meraa so gayaa zaalim zamaane na itanaa sataa wo hai.n kahaa.N tuu bataa de pataa aas miTii meraa chain luTaa chain luTaa miT gayaa hai nishaa.N luT gayaa aashiyaa.N maut kaa hai samaa.N tuufaan me.n hai ulfat kaa safiinaa khoyaa hai mere is dil kaa nagiinaa pyaar to naa hu_aa dard duur naa hu_aa saath tuu naa hu_aa yaad aa_ii hai bekasii chhaa_ii hai ro rahii hai Kushii aa.Nkh bhar aa_ii hai % #endindian \endsong