% \startsong \stitle{mele hai.n chiraaGo.n ke ra.ngiin diiwaalii hai}% \film{Nazrana}% \year{1961}% \starring{Raj Kapoor, Vaijayantimala}% \singer{Lata}% \music{Ravi}% \lyrics{Rajinder Krishan}% % % Contributor: BOL ANAMOL #12081 [V S Rawat] % % Song courtesy: http://www.indiascreen.com (Late Shri Amarjit Singh) % \printtitle #indian % ( mele hai.n chiraaGo.n ke ra.ngiin diiwaalii hai mahakaa hu_aa gulashan hai ha.Nsataa hu_aa maalii hai ) \-2 ( is raat ko_ii dekhe dharatii ke nazaaro.n ko sharamaate hai.n ye diipak aakaash ke taaro.n ko ) \-2 is raat kaa kyaa kahanaa \-2 ye raat niraalii hai mahakaa hu_aa gulashan hai ha.Nsataa hu_aa maalii hai mele hai.n chiraaGo.n ke ra.ngiin diiwaalii hai mahakaa hu_aa gulashan hai ha.Nsataa hu_aa maalii hai ( khaa jaaye nazar dhokhaa juganuu hai.n yaa phulajha.Diyaa.N ( baaraat hai taaro.n kii yaa ra.ng bharii la.Diyaa.N )\-2 ho.nTho.n pe taraane hai.n \-2 bajatii hu_ii taalii hai mahakaa hu_aa gulashan hai ha.Nsataa hu_aa maalii hai mele hai.n chiraaGo.n ke ra.ngiin diiwaalii hai mahakaa hu_aa gulashan hai ha.Nsataa hu_aa maalii hai % #endindian \endsong