% \startsong \stitle{ishq me.n maharuumiyaa.N ... jo tum badale jahaa.N badalaa}% \film{Naach}% \year{1949}% \starring{Suraiya, Shyam, Vasti, Omprakash, Kuldeep Kaur}% \singer{Suraiya}% \music{Husnlal-Bhagatram}% \lyrics{Mulkhraj Bhakri}% % % Contributor: BOL ANAMOL #12561 [V S Rawat], 10/02/2004 % \printtitle #indian % ishq me.n maharuumiyaa.N naakaamiyaa.N barabaadiyaa.N merii qismat me.n jo likkhaa hai mujhe maaluum hai jo tum badale jahaa.N badalaa nazar badalii zamaane kii \-2 ye aa.Nsuu chaar baakii hai.n nishaanii dil lagaane kii jo tum badale jahaa.N badalaa uja.Danaa isako kahate hai.n biga.Danaa isako kahate hai.n ke na tinake rahe naa shaaK baaqii aashiyaane kii jo tum badale jahaa.N badalaa nazar badalii zamaane kii \-2 ye aa.Nsuu chaar baakii hai.n nishaanii dil lagaane kii jo tum badale jahaa.N badalaa zaraa ruk jaa_o mere aa.Nsu_o.N bahane se ruk jaa_o abhii to ibtedaa hii hai mere Gam ke fasaane kii jo tum badale jahaa.N badalaa nazar badalii zamaane kii \-2 ye aa.Nsuu chaar baakii hai.n nishaanii dil lagaane kii jo tum badale jahaa.N badalaa % #endindian \endsong %