% \startsong \stitle{na ho ko_ii jahaa.N chale.n ham\-tum wahaa.N}% \film{Natak}% \year{1947}% \starring{Suraiya, Amar, Sofiya, Kanwar, Sham Kumar, Pratima Devi}% \singer{Suraiya, Amar}% \music{Naushad}% \lyrics{Khumar Barabankvi}% % % Contributor: BOL ANAMOL #12623 [V S Rawat], 10/02/2004 % \printtitle #indian % do \: na ho ko_ii jahaa.N \-2 chale.n ham\-tum wahaa.N na ho ko_ii jahaa.N \-2 chale.n ham\-tum wahaa.N dha.Dake dil mil\-mil ke nikale aramaa.N na ho ko_ii jahaa.N \-2 chale.n ham\-tum wahaa.N a \: yuu.Nhii gaate rahe.n gunagunaate rahe.n \-2 furaqat ke Gam na sahe.n \-2 su \: ( yuu.Nhii ham aapako yaad aate rahe.n mil ke ye do dil kahe.n ) \-2 do \: kabhii aaye na apane chaman me.n Kizaa.N na ho ko_ii jahaa.N \-2 chale.n ham\-tum wahaa.N su \: kahii.n apanaa banaa ke na denaa daGaa \-2 hai ye duniyaa bewafaa \-2 a \: ( nahii.n mumakin ke tumase karuu.N mai.n jafaa ho.nge na ham\-tum judaa ) \-2 do \: rahe yuu.N hii hamaarii mohabbat jawaa.N \-2 na ho ko_ii jahaa.N \-2 chale.n ham\-tum wahaa.N na ho ko_ii jahaa.N \-2 chale.n ham\-tum wahaa.N % #endindian \endsong %