% \startsong \stitle{parades na ja_iyo mausam salonaa hai barasaat kaa}% \film{Nishan}% \year{1949}% \starring{P Bhanumati, Rajjan, Nagendra Rao, J S Kashyap, B K Kalla}% \singer{Zohra Bai,T A Moti, Chorus}% \music{P K Kalla}% \lyrics{Pt Indra}% % % Contributor: BOL ANAMOL #12045 [V S Rawat] % % Song courtesy: http://www.indiascreen.com (Late Shri Amarjit Singh) % \printtitle #indian % zo \: parades na ja_iyo \-2 mausam salonaa hai barasaat kaa mausam barasaat kaa parades na ja_iyo jii mo \: naa kaul dila_iyo ( naa kaul dila_iyo sajanii shaadii kii pahalii raat kaa mausam barasaat kaa ) \-2 zo \: parades na ja_iyo jii rimajhim\-rimajhim pa.De.n phuhaare.n bhiige kesar\-cholii haa.N bhiige kesar\-cholii rimajhim\-rimajhim gire.n phuhaare.n bhiige kesar\-cholii abake saawan sa.ng raho to \-2 saawan merii ho lii mo \: ( Dar laage mohe chorii\-chorii kii mulaaqaat kaa ) \-2 mausam barasaat kaa zo \: parades na ja_iyo jii mo \: laakh rahuu.N mai.n duur des naa bhuuluu.N yaad tumhaarii \-2 laakh rahuu.N mai.n duur des naa bhuuluu.N yaad tumhaarii dillii jaa kar tumhe.n bulaa_uu.N \-2 maano baat hamaarii zo \: mai.n sa.ng chaluu.Ngii ( mai.n sa.ng chaluu.Ngii kaunho.n bharosaa terii baat kaa mausam barasaat kaa ) \-2 parades na ja_iyo jii ko \: baalam tuu to ras ke lobhii sone par lalachaaye ho sone par lalachaaye baalam tuu to ras ke lobhii sone par lalachaaye ruup\-ra.ng kii raat hamaarii \-2 yuu.N hii biitii jaaye sab taanaa de.nge \-2 dekho jii sai.nyaa.N apane haath kaa mausam barasaat kaa parades na ja_iyo jii parades na ja_iyo ( parades na ja_iyo mausam salonaa hai barasaat kaa mausam barasaat kaa ) \-2 parades na ja_iyo jii % #endindian \endsong