% \startsong \stitle{chhaa_ii birahaa kii raat moraa ta.Dape jiyaa}% \film{Nav Durga}% \year{1953}% \starring{Usha Kiran, Mahipal, S N Tripathi, Sulochana Chatterjii}% \singer{Geeta}% \music{S N Tripathi}% \lyrics{Anjum Jaipuri}% % % Contributor: BOL ANAMOL #12201 [V S Rawat] % \printtitle #indian % ( chhaa_ii birahaa kii raat moraa ta.Dape jiyaa mose ruuThe piyaa ko_ii man kaa sahaaraa nahii.n ho ko_ii man kaa sahaaraa nahii.n ) \-2 ( pal bhar me.n TuuT gaye sapano.n ke motii aa.Nsuu me.n Duub ga_ii naino.n kii jyotii ) \-2 naino.n kii jyotii suune\-suune se hai.n aaj mere aashaa ke dwaar na_iyaa kaise lage paar jab saamane kinaaraa nahii.n ho ko_ii man kaa sahaaraa nahii.n ( man kaa singaar meraa kisane hai chhiinaa haatho.n se chhuuT ga_ii aashaa kii biinaa ) \-2 aashaa kii biinaa kho_ii\-kho_ii sii hai aaj mere jiiwan kii priit ga_uu.N ro\-ro ke ye giit mere naino.n kaa taaraa nahii.n ho ko_ii man kaa sahaaraa nahii.n chhaa_ii birahaa kii raat moraa ta.Dape jiyaa mose ruuThe piyaa ko_ii man kaa sahaaraa nahii.n ho ko_ii man kaa sahaaraa nahii.n % #endindian \endsong