% \startsong \stitle{nazare.n mil jaatii hai.n ... aisaa kyuu.N hotaa hai}% \film{Pyaar Kiya Nahin Jaata}% \year{2002}% \starring{Sonali Bendre}% \singer{Sonu Nigam, Chitra}% \music{Milind Sagar}% \lyrics{Shyam Anuragi}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % nazare.n mil jaatii hai.n dil bhii kho jaataa hai jaane anjaane ko_ii apanaa ho jaataa hai aisaa kyuu.N hotaa hai itanaa bataa de ko_ii aisaa kyuu.N hotaa \threedots chaahat kii laharo.n me.n tuufaanii halachal hai jaanam o jaanam aise me.n milane ko kahataa hai satara.ngii mausam ye mausam aa pyaar me.n kuchh naa kisii se kahe.n ham bas yuu.N mile.n naa ho mohabbat kabhii kam jaage jaage jaage jaage aramaa.n dil ke tujhame.n samaa ke mohabbat jagaane lage meraa diivaanaapan mujhako tarasaataa hai rah rah dil ko ko_ii paagal kar jaataa hai har ik nazaare me.n dekhuu.N tumhaaraa hii cheharaa ye cheharaa hone lagaa hai mohabbat kaa ra.ng aur gaharaa ra.ng gaharaa aa jhuum le.n pal ye nahii.n i.ntazaar kaa tum paas ho de do nashaa ab karaar kaa tum jo bolo ham vo maane.n bas pyaar kaa yaar ikaraar ban jaa_e.N ham ik pal me.n sadiyo.n kaa hamadam ban jaataa hai nazare.n mil jaatii hai.n \threedots % #endindian \endsong