% \startsong \stitle{kahii.n naa kahii.n hai vo diivaanii}% \film{Paagalpan}% \year{2001}% \starring{Karan Nath, Aarati}% \singer{Kumar Sanu, Alka Yagnik}% \music{Raju Singh}% \lyrics{Sameer}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % huu.n kahii.n naa kahii.n hai vo diivaanii mujhase abhii hai a.njaanii ho aa_egii kabhii to saamane vo meraa khvaab merii zi.ndagaanii kahii.n naa kahii.n hai vo diivaanaa mujhase abhii hai a.njaanaa ho aa_egaa kabhii to saamane vo khvaabo.n me.n jisakaa aanaa jaanaa kahii.n naa kahii.n \threedots usake labo.n pe bikharii hai laalii khushbuu hai usakii sa.ndalii mahakii bahaare.n bahake nazaare vo muskuraa ke jab chalii haa.n aa.Nkho.n me.n kaajal zulfo.n me.n baadal sab ra.ng usame.n hai chhupaa kahii.n naa kahii.n \threedots kyaa sochatii huu.N kyaa sochatii huu.N usako nahii.n hai kuchh khabar mai.n rok luu.ngii raaho.n me.n usako bach ke vo jaa_egaa kidhar huu.n jaagii naa so_ii yaado.n me.n kho_ii ye kyaa mujhe ho gayaa kahii.n naa kahii.n \threedots % #endindian \endsong