% \startsong \stitle{terii ye surma_ii aa.Nkhe.n}% \film{Piya Basanti (Non-Film)}% \year{2001}% \starring{}% \singer{Sultan Khan, Chitra}% \music{Sandesh Shandilya}% \lyrics{Rakesh Nirala}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % naachyo maa_iicha.ng tiimii Da.mfuu ko taalay maa may tiimii laa_ii tiiy mala_ii bihe garachhuu aune saala_ii maa.n terii ye surma_ii aa.Nkhe.n panaaho.n me.n bulaatii hai.n kahii.n se mai.n guzarataa huu.N yahii.n tak khii.nch laatii hai.n terii ye pyaar kii khushbuu mujhe har pal sataatii hai kahii.n se mai.n guzaratii huu.N hazaaro.n gul khilaatii hai.n huu.n huu.n huu.n ye aa.Nkhe.n aa_iinaa dil kaa hazaaro.n ra.ng me.n Dhal ke ye jhukatii hai.n hayaa ban ke ye uThatii hai.n du_aa ban ke ye aa.Nkhe.n chhaa.Nv me.n apanii o mujhe aksar sulaatii hai.n kahii.n se mai.n guzarataa \threedots na naa naa naa are tuu bholii bhaalii re thaaro gor ba.nd luu.n mhaaro tere ho.nTho.n se giito.n kaa ke jab saavan barasataa hai jiyaa me.n haule haule se pyaar kaa giit banataa hai ye rut ehasaas me.n merii kahii.n narmii jagaatii hai kahii.n se mai.n guzaratii \threedots % #endindian \endsong