% \startsong \stitle{pahalii nazar me.n ... nazar milate hii aisaa kyaa ho gayaa}% \film{Pyaar Koi Khel Nahin}% \year{1999}% \starring{Sunny Deol, Mahima Chaudhary, Apurva Agnihotri}% \singer{Vinod Rathod, Alka Yagnik}% \music{Jatin Lalit}% \lyrics{Majrooh}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % pahalii nazar me.n dil na jaane kaise kho gayaa abhii abhii apanaa thaa paraayaa kaise ho gayaa haa.n nazar milate hii aisaa kyaa ho gayaa bataa_e ko_ii pal me.n ye kyaa ho gayaa ke aaj tak thaa apanaa jo dil kaise ho gayaa paraayaa nazar milate hii \threedots ye khel hai kyaa kisii ko kabhii na jaane ko_ii na pahachaane kabhii vo kahii.n milaa bhii nahii.n ke naam pataa ko_ii jaane ho gayaa apanaa ha haa.n dil me.n jo kabhii naa are ho gayaa apanaa dil me.n jo kabhii naa aayaa nazar milate hii \threedots khulii nazaro.n kaa khvaab hai ye ajiib hai pyaar kaa aalam basant binaa bahaar khile ke ra.ng barase bin mausam anjaanaa dilabar aisaa tan man par chhaayaa he nazar milate hii \threedots % #endindian \endsong