% \startsong \stitle{muhabbat kii Kushii do din kii ... kabhii Kaamosh ho jaanaa}% \film{Patanga}% \year{1949}% \starring{Shyam, Nigar Sultana, Yaqub, Gope, Rajendranath, Kukku}% \singer{Lata}% \music{C Ramchandra}% \lyrics{Rajinder Krishan}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: Latanjali Series. % \printtitle #indian % muhabbat kii Kushii do din kii ho.a.a Gam zindagii bhar ke.a.a ye jiinaa ko_ii jiinaa hai.a.a.a jiye jaate hai.n mar mar ke ( kabhii Kaamosh ho jaanaa kabhii fariyaad kar lenaa magar us bevafaa ko chupake chupake yaad kar lenaa ho chhupakar yaad kar lenaa ) \-2 judaa_ii me.n kisii kii do hii baate.n achchhii lagatii hai.n \-2 milii rone se jab fursat \-2 to unako yaad kar lenaa ho chhupakar yaad kar lenaa kabhii Kaamosh ho jaanaa \threedots mere bichha.De hu_e saathii mujhe barabaad rahane de \-2 tuu apane pyaar kii duniyaa \-2 kahii.n aabaad kar lenaa \-2 kabhii Kaamosh ho jaanaa \threedots % #endindian \endsong