% \startsong \stitle{pyaar ke jahaan kii niraalii sarakaar hai ... muhabbat ke thaane me.n}% \film{Patanga}% \year{1949}% \starring{Shyam, Nigar Sultana, Yaqub, Gope, Rajendranath, Kukku}% \singer{Lata, Shamshad, Chorus}% \music{C Ramchandra}% \lyrics{Rajinder Krishan}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: Latanjali Series. % \printtitle #indian % sha \: pyaar ke jahaan kii ( niraalii sarakaar hai ) \-2 la \: pyaar ke jahaan kii ( niraalii sarakaar hai ) \-2 dono.n \: ( muhabbat ke thaane me.n ) \-2 ye dil thaanedaar hai ye dil havaladaar hai ye dil chaukiidaar hai dono.n \: pyaar ke jahaan kii \threedots la \: anokhii kacherii hai ye ( anokhaa qaanuun hai ) \-3 sha \: muhabbat kii arzii kaa nayaa mazmuun hai \-2 dono.n \: aa.Nkho.n kaa DaakaKaanaa ho aa.Nkho.n kaa Daakakhaanaa nazaro.n kaa taar hai jii nazaro.n kaa taar hai muhabbat ke thaane me.n \threedots pyaar ke jahaan kii \threedots la \: pyaar ke isakuul me.n ( ik hii talaash hai ) \-3 sha \: laakho.n ummiidavaar ko_ii ko_ii paas hai \-2 dono.n \: ( mushkil sabaq hai ye ) \-2 par mazedaar hai jii par mazedaar hai muhabbat ke thaane me.n \threedots pyaar ke jahaan kii \threedots la \: pyaar kiyaa jisane vo ( pyaar hii me.n kho gayaa ) \-3 sha \: itanaa samajh lo ke bekaar ho gayaa \-2 dono.n \: ( usake li_e to ) \-2 har din itavaar hai jii har din itavaar hai muhabbat ke thaane me.n \threedots pyaar ke jahaan kii \threedots % #endindian \endsong