% \startsong \stitle{bahane ha.Nsatii hai.n to ha.Nsate hai.n ... bhaa_ii aise hote hai.n}% \film{Pyaar Kaa Devtaa}% \year{1991}% \starring{Mithun, Madhuri, Moushumi, Suresh Oberoi, Rupa Ganguli, Rajkiran}% \singer{Alka Yagnik, kavita Subramaniam, Mohammed Aziz}% \music{Laxmikant Pyarelal}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % bahane ha.Nsatii hai.n to ha.Nsate hai.n bahane rotii hai.n to rote hai.n bhaa_ii aise hote hai.n aise hote hai.n aise hote hai.n bhaa_ii ha.Nsate hai.n to ha.Nsatii hai.n bhaa_ii rote hai.n to rotii hai.n bahane.n aisii hotii hai.n aisii hotii hai.n aisii hotii hai.n bahano.n ne aavaaz lagaa_ii aa_o bha_iyaa raakhii aa_ii dau.De dau.De aa_e bhaa_ii raakhii ke is dhaage me.n sundar sapane piro_e bhaa_ii aise hote hai.n \threedots ek taraf ye duniyaa saarii ek taraf hai.n bahane hamaarii bahane.n sabako jaan se pyaarii jab jab yaad aatii hai tab tab nain bhigote hai.n bhaa_ii aise hote hai.n \threedots bahane.n Tha.nDii pyaar kii havaa_e.n bhaa_ii mushkil me.n jo aa jaa_e.n bahane.n ban jaatii hai.n maa.N_e.n paanii nahii.n ye aa.Nsuu hai.n aa.Nsuu nahii.n ye motii hai.n bahane.n aisii hotii hai.n \threedots % #endindian \endsong