% \startsong \stitle{ham pyaar karate hai.n sanam ikaraar karate hai}% \film{Pyaasi Mamtaa}% \year{1998}% \starring{Aajesh Rekhi, Megha, Upasana, Gagan, Nirala Thakur, K P Singh}% \singer{Anuradha Paudwal}% \music{Surinder Kohli}% \lyrics{R V Singh}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % ham pyaar karate hai.n sanam ikaraar karate hai ab maan bhii jaa_o ham tum pe marate hai.n ham pyaar karate hai.n \threedots tum dil kii tamannaa aramaan kahaa.n haasil ho ab apanii khushii Gam me.n har haal me.n shaamil ho ham ek ishaare par jaa.n nisaar karate hai.n ham pyaar karate hai.n \threedots Dar hamane zamaane kaa siikhaa hii nahii.n jaanaa.n bas terii ibaadat kii aur tujhako Kudaa maanaa yah hazaaro.n me.n sviikaar karate hai.n ham pyaar karate hai.n \threedots chaahat ko hamaarii tum ek baar samajh lete qadamo.n me.n tumhaarii ham ye jaan bhii de dete ham pyaar tumhe.n behad sarakaar karate hai.n ham pyaar karate hai.n \threedots % #endindian \endsong