% \startsong \stitle{milaa hai kisii kaa jhumakaa Tha.nDe\-Tha.nDe hare\-hare}% \film{Parakh}% \year{1960}% \starring{Vasant Choudhry, Motilal, Sadhana}% \singer{Lata}% \music{Salil Chaudhary}% \lyrics{Shailendra}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10344 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: Story written by Salil Chaudhary % \printtitle #indian % milaa hai kisii kaa jhumakaa Tha.nDe\-Tha.nDe hare\-hare niim tale o sachche motii vaalaa jhumakaa Tha.nDe\-Tha.nDe hare\-hare niim tale suno kyaa kahataa hai jhumakaa Tha.nDe\-Tha.nDe hare\-hare niim tale milaa hai kisii kaa \threedots pyaar kaa hi.nDolaa yahaa.N jhuul ga_e nainaa sapane jo dekhe mujhe bhuul ga_e nainaa \-2 haay re bechaaraa jhumakaa Tha.nDe\-Tha.nDe hare\-hare \threedots jiivan bhar kaa naataa paradesiyaa se jo.Daa aap ga_ii piyaa sa.ng mujhe yahaa.N chho.Daa \-2 pa.Daa hai akelaa jhumakaa Tha.nDe\-Tha.nDe hare\-hare \threedots haay re ye priit kii hai riit jaane kaisii tan\-man haar jaane me.n hai jiit jaane kaisii \-2 jaane ne bechaaraa jhumakaa Tha.nDe\-Tha.nDe hare\-hare \threedots % #endindian \endsong