% \startsong \stitle{chal\-chal re musaafir chal tuu is duniyaa se chal}% \film{Poojaa}% \year{1954}% \starring{Poornima, Bharat Bhushan, Shakuntala, Om Prakash}% \singer{Rafi}% \music{Shankar Jaikishan}% \lyrics{Shailendra}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10823 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % Credits: Ashok Dhareshwar % \printtitle #indian % chal\-chal re musaafir chal tuu is duniyaa se chal jahaa.N dil kaa ik ishaaraa ho aur duniyaa jaa_e badal chal\-chal re musaafir \threedots mastii bharii havaa_e.N jis galii me.n jaa_e.N phuul khilaa_e.N ye madahosh nigaahe.n jisape aTak jaa_e.N apanaa banaa_e.N jahaa.N pyaar kaa rastaa ko_ii na roke ko_ii na kahe sa.mbhal chal\-chal re musaafir \threedots ruup kii pyaasii aa.Nkhe.n dil me.n aramaan sau tuufaan aaKir kabhii to hogii tumase pahachaan o anajaan kabhii to rimajhim barase.nge ye ra.ng bare baadal chal\-chal re musaafir \threedots pyaar kii riit niraalii jo mausam jaa_e jaa ke naa aa_e dam bhar kii ujiyaalii jab din Dhal jaa_e dil ghabaraa_e jahaa.N uja.De naa si.ngaar kisii kaa phaile naa kaajal chal\-chal re musaafir \threedots % #endindian \endsong