% \startsong \stitle{o chaa.Nd jahaa.N vo jaaye}% \film{Sharda}% \year{1957}% \starring{}% \singer{Lata, Asha}% \music{C Ramchandra}% \lyrics{Rajinder Krishan}% % Producer: Prasad Productions % % Contributor: Ramesh Hariharan (rameshh@acad1.tp.ac.sg) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % l : o chaa.Nd jahaa.N vo jAye \- 2 tU bhI saath chale jaanaa, kaise hai.n, kahaa.N hai.n vo, har raat khabar laanaa, o chaa.Nd jahaa.N vo jAye, o chaa.Nd vo raah agar bhuule, aa \threedots vo raah agar bhuule, tU raah dikhaa denaa, parades me.n rAhI ko, ma.nzil kA pataa denaa, hai pahalaa safar unakaa, aur riit hai.n anjaanaa, har raat khabar laanaa, o chaa.Nd jahaa.N vo jAye, o chaa.Nd aa : kahanaa mere ho.nTho.n par, aa \threedots kahanaa mere ho.nTho.n par, rukatii huii aahe.n hai.n, yA rastaa unakaa hai \- 2 yA merI nigaahe.n hai.n, betaab muhabbat kA, betaab hai afasaanaa, o chaa.Nd jahaa.N vo jAye, o chaa.Nd l : (hai chaa.Nd qasam merI, kuchh aur nA tU kahanaa ) \- 2 aa : (kahanaa ke meraa tum bin, mushkil hai yahaa.N rehanaa ) \- 2 l : ek dard ke maare ko, acchhaa nahii.n ta.DapaanA, har raat khabar laanaa, l aur aa : o chaa.Nd jahaa.N vo jAye, o chaa.Nd jahaa.N vo jAye, o chaa.Nd % #endindian \endsong %