% \startsong \stitle{bach ke jaane na duu.Ngii diladaar terii merii laagii sarat}% \film{Prince}% \year{1969}% \starring{Shammi Kapoor, Vyjayanthimala}% \singer{Rafi, Lata}% \music{Shankar-Jaikishan}% \lyrics{Farooq Kaisar}% % % Contributor: BOL ANAMOL #11118 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % Credits: % \printtitle #indian % la \: bach ke jaane na duu.Ngii diladaar terii merii laagii sarat \-2 ra \: ( khaalii jaa_e.Nge ) \-2 naino.n ke baan terii merii laagii sarat \-2 la \: bach ke jaane na \threedots chaa.Nd se mukh pe bi.ndiyaa chamakane lagii \-2 laal ho.nTho.n kii agni bha.Dakane lagii ruup aisaa kisii ne na dekhaa kahii.n \-2 har qadam pe javaanii chhalakane lagii \-2 ( maar Daalegaa ) \-2 solah si.ngaar terii merii laagii sarat bach ke jaane na \threedots ra \: tere piichhe hai jag mere piichhe hai tuu har qadam pe meraa haath khii.nche hai \-2 log jal\-jal ke dekhe hai.n merii taraf \-2 merii baa.Nho.n me.n jab aa.Nkh mii.nche hai tuu \-2 ( ba.Daa a.Diyal hai ) \-2 manavaa hamaar terii merii laagii sarat la \: bach ke jaane na \threedots mujhako naino.n me.n ko_ii chhupaa_e nahii.n \-2 siidhaa\-saadaa mujhe pyaar bhaa_e nahii.n sach kahuu.Ngii piyaa chaahe laage buraa \-2 tujhako chhe.De binaa chain aa_e nahii.n \-2 ( tiikhii batiyo.n se ) \-2 ba.Dhataa hai pyaar terii merii laagii sarat bach ke jaane na \threedots % #endindian \endsong