% \startsong \stitle{din javaanii ke chaar yaar pyaar ki_e jaa}% \film{Pyar Kiye Ja}% \year{1966}% \starring{Shashi Kapoor, Kishore Kumar, Mahmood, Kalpana, Rajshri, Om Prakash}% \singer{Kishor}% \music{Laxmikant-Pyarelal}% \lyrics{Rajinder Krishan}% % % Contributor: BOL ANAMOL #11005 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % Credits: % \printtitle #indian % din javaanii ke chaar yaar pyaar ki_e jaa kahaa.N baar\-baar aataa hai dil diivaanaa ik baar yaar pyaar ki_e jaa ba.Dii mushkil se fursat pyaar kii milatii hai dilabar khel zaraa sii pyaar kii baazii nikale aramaa.N saare jab tak ye bahaar yaar pyaar ki_e jaa din javaanii ke \threedots umariyaa Dhal ga_ii lekin abhii tak dil javaa.N hai samajho socho agar tum aazamaa_oge to bologe ki haa.N hai chiiz ba.Dii hai pyaar mohabbat umr me.n kyaa rakhaa hai pyaare ab to kar le ikaraar yaar pyaar ki_e jaa din javaanii ke \threedots agar mu.D ke dekho mere maasuum qaatil \-2 to jaanoge ki ham hii hai.n tumhaare dil ke qaabil ruup badal ke chaahane vaalaa muddat se thaa paas tumhaare le\-le baa.Nho.n ke haar yaar pyaar ki_e jaa din javaanii ke \threedots % #endindian \endsong