% \startsong \stitle{raat\-raat bhar jaag\-jaag kar intazaar karate hai.n}% \film{Pyar Ka Sagar}% \year{1961}% \starring{Meena Kumari, Rajendra Kumar}% \singer{Asha}% \music{Ravi}% \lyrics{Asad Bhopali}% % % Contributor: BOL ANAMOL #11461 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % Credits: % \printtitle #indian % raat\-raat bhar jaag\-jaag kar intazaar karate hai.n ham tumase pyaar karate hai.n jab\-jab baadal chaa.Nd se khele aa.Nkh\-michaulii jab\-jab bha.Nvaraa phuul se bole pyaar kii bolii us gha.Dii sanam tumako yaad ham baar\-baar karate hai.n ham tumase pyaar \threedots tumako karake duur ham aaj hai.n Kud pachhataate nain bichhe hai.n raah me.n kaash ke tum aa jaate jab se tum ga_e hamako Gam na_e beqaraar karate hai.n ham tumase pyaar \threedots % #endindian \endsong