% \startsong \stitle{yaado.n me.n aksar aate rahe}% \film{Paisa Vasool}% \year{2003}% \starring{Manisha Koirala, Sushmita Sen, Makrand Deshpande}% \singer{Shreya Ghoshal, Shaan}% \music{Bapi-Tutul}% \lyrics{Sandeep Nath}% % % Contributor: BOL ANAMOL #11816 [V S Rawat] % Producer: Moving Images, Manisha Koirala % Director: Srinivas Bhashyam % Audio: Times Music, India www.timesmusic.com % Cassette: TCIFI 014V, Cost: Rs 55/- % \printtitle #indian % shre \: yaado.n me.n aksar aate rahe kuchh pal ha.nsaate rulaate rahe tumako bhulaa naa paaye kabhii lagataa hai tum saath me.n ho abhii shaa \: kyaa Kuub lamhe.n hai.n ham aaj phir se hai.n saath shre \: u.D ke chale aasamaa.N ke paar jinakii tamannaa hai baar\-baar shaa \: he he la laa la laa he la laa la laa aa haa bikhare huye Kaab kitane aa.Nkhe.n hai.n Kud me.n basaaye Kaabo.n me.n naa mil sake jo aa_o unhe.n Dhuu.NDh laaye.N phir ho ke sach Kaab apane shre \: chalane lage.nge saath\-saath samajho naa tum ye zaraa sii baat shaa \: sama.ndar kii laharo.n ko dekho TuuTe.n magar tham naa jaaye.N saahil se milane kii Kaatir le ke ummiide.n wo aaye.N shre \: ham\-tum bhii laharo.n kii tarahaa milate rahe.nge baar\-baar lamhe.n ye aaye.nge baar\-baar % #endindian \endsong