% \startsong \stitle{dil hii to hai na sa.ng-o-Kiisht dard se bhar naa aaye kyuu.n}% \film{Ghalib (Pakistan)}% \year{1962}% \starring{}% \singer{Noorjehan}% \music{Tasdak Hussain}% \lyrics{Mirza Ghalib}% % % Contributor: BOL ANAMOL #12099 [V S Rawat] % % Song courtesy: http://www.indiascreen.com (Late Shri Amarjit Singh) % \printtitle #indian % dil hii to hai na sa.ng\-o\-Kiisht dard se bhar naa aaye kyuu.n roye.nge ham hazaar baar ko_ii hame.n sataaye kyuu.N roye.nge ham hazaar baar dair nahii.n haram nahii.n aa dair nahii.n haram nahii.n dar nahii.n aastaa.N nahii.n baiThe hai.n rahaGuzar par ham ko_ii hame.n uThaaye kyuu.N roye.nge ham hazaar baar qaid\-o\-hayaat aur band\-o\-Gam asl me.n dono.n ek hai.n maut se pahale aadamii Gam se nijaat paaye kyuu.N dil hii to hai na sa.ng\-o\-Kiisht dard se bhar naa aaye kyuu.n roye.nge ham hazaar baar aa % #endindian \endsong