% \startsong \stitle{kurate kii ba_iiyaa.n ko uupar cha.Dha_ii ke}% \film{Qilaa}% \year{1998}% \starring{Dilip Kumar, Rekha, Mukul Dev, Mamta Kulkarni, Satish Kaushik}% \singer{Udit Narayan}% \music{Anand Raj Anand}% \lyrics{Dev Kohli}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % kurate kii ba_iiyaa.n ko uupar cha.Dha_ii ke mastii me.n rahate hai.n panavaa chaba_ii ke khainii me.n tho.Daa saa chuunaa mila_ii ke bhaiyaa tum bhii dekho zaraa Thaskaa laga_ii ke kurate kii ba_iiyaa.n \threedots ham hai.n banaaras ke baa.nke bihaarii aa.Nkho.n se kaajal churaa le.n tumhaarii duniyaa hai nahalaa ham nahale pe dahalaa har baar apanaa to ##number## hai pahalaa aage sasur ke naatii sun aage jo nikale ko_ii ham se chhailaa sasure ko de ulTaa laafaa jama_ii ke kurate kii ba_iiyaa.n \threedots lahare.n maare merii javaanii ga.ngaa ghaaT kaa pii ke paanii dekho nahii.n karanaa naadaanii ye aag hai jise samajhe ho paanii rapaT gayaa dil tujhape o raanii kyo.n karatii hai aanaakaanii tum jaanate ho ki mai.n huu.N diivaanii maha.ngii pa.Degii raajaa nazare.n la.Daanii kurate kii ba_iiyaa.n \threedots Thumakaa laga_ii ke ye dharatii hila_ii de.n jisako bhii chaahe.n usako nacha_ii de.n ghu.nghaTe me.n cheharaa chhipaatii hai.n goriyaa.n hamako jo dekhe.n to khanakaa_e chuu.Diyaa.n bachavaa bajaa Dholakii ra.ng jama_ii ke rakh de karejavaa pe barchhii chala_ii ke kurate kii ba_iiyaa.n \threedots % #endindian \endsong