% \startsong \stitle{pa.nchhii nadiyaa pavan ke jho.nke}% \film{Refugee}% \year{2000}% \starring{Abhishek Bachchan, Kareena Kapoor, Jackie Shroff, Sunil Shetty, Anupam Bher, Reena Roy, Kulbhushan Kharbanda, Ashish Vidyarthi}% \singer{Sonu Nigam, Alka Yagnik}% \music{Annu Malik}% \lyrics{Javed Akhtar}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % pa.nchhii nadiyaa pavan ke jho.nke ko_ii sarahad naa inhe.n roke sarahade.n insaano.n ke li_e hai.n socho tumane aur maine kyaa paayaa insaa.n ho ke pa.nchhii nadiyaa \threedots jo ham dono.n pa.nchhii hote tairate ham is niil gagan me.n pa.nkh pasaare saarii dharatii apanii hotii apane hote saare nazaare khulii fizaa_o.n me.n u.Date apane dil me.n ham saaraa pyaar samo ke pa.nchhii nadiyaa \threedots jo mai.n hotii nadiyaa aur tum pavan ke jho.nke to kyaa hotaa pavan ke jho.nke nadii ke tan ko jab chhuute hai.n lahare.n hii lahare.n banatii hai.n ham dono.n jo milate to kuchh aisaa hotaa sab kahate ye lahar lahar jahaa.n bhii jaa_e isako naa ko_ii Toke pa.nchhii nadiyaa \threedots % #endindian \endsong