% \startsong \stitle{o mere sonaa re sonaa re sonaa re}% \film{Teesri Manzil}% \year{}% \starring{Shammi Kapoor, Asha Parekh}% \singer{Asha}% \music{R D Burman}% \lyrics{Majrooh}% % % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: C. S. Sudarshana bhat (B536HIND@UTARLVM1.UTA.EDU) % Raj Ganesan (cpd.tandem.com!raj) % Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % o mere sonaa re sonaa re sonaa re de duu.ngii jaan judaa mat honaa re (maine tujhe zaraa der me.n jaanaa huaa kusuur khafaa mat honaa re ) \- 2 o mere sonaa re sonaa re sonaa re o merii baa.Nho.n se nikalake tuu agar mere raste se haT jaaegaa to laharaake, ho balakhaake meraa saayaa tere tan se lipaT jaaegaa tum chhu.Daao laakh daaman chho.Date hai.n kab ye aramaa.n ki mai.n bhii saath rahuu.Ngii rahoge jahaa.N o mere \threedots o miyaa.n hamase na chhipaao vo banaavaT ki saarii adaae.n liye ki tum isape ho itaraate ki mai.n piichhe huu.N sau iltizaae.n liye jii mai.n khush huu.N mere sonaa jhuuTh hai kyaa, sach kaho naa ki mai.n bhii saath rahuu.Ngii rahoge jahaa.N o mere \threedots o phir hamase na ulajhanaa nahii.n laT aur ulajhan me.n pa.D jaaegii o pachhataaogii kuchh aise ki ye surakhii labo.n kii utar jaaegii ye sazaa tum bhuul na jaanaa pyaar ko Thokar mat lagaanaa ki chalaa jaaU.ngaa phir mai.n na jaane kahaa.N o mere \threedots % #endindian \endsong %