% \startsong \stitle{aa_e ho merii zi.ndagii me.n tum bahaar ban ke}% \film{Raajaa Hindustaani}% \year{1996}% \starring{Aamir, Karisma, Suresh Oberoi, Johny Lever, Navneet Nishan, Farida}% \singer{Alka Yagnik}% \music{Nadeem Shravan}% \lyrics{Sameer}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % aa_e ho merii zi.ndagii me.n tum bahaar ban ke mere dil me.n yuu.n hii rahanaa tum pyaar pyaar ban ke aa_e ho merii zi.ndagii \threedots aa.Nkho.n me.n tum base ho sapane hazaar ban ke mere dil me.n yuu.n \threedots mere saathii mere saajan mere saath yuu.n hii chalanaa badalegaa ra.ng zamaanaa par tum nahii.n badalanaa merii maa.ng yuu.n hii bharanaa taare hazaar ban ke mere dil me.n yuu.n \threedots gar mai.n jo ruuTh jaa_uu.n to tum mujhe manaanaa thaamaa hai haath meraa phir umr bhar nibhaanaa mujhe chho.D ke na jaanaa vaade hazaar karake mere dil me.n yuu.n \threedots % #endindian \endsong