% \startsong \stitle{bhagavaan terii duniyaa me.n insaan nahii.n hai.n}% \film{Rail Kaa Dibbaa}% \year{1953}% \starring{Madhubala, Shammi Kapoor, Sajjan, Om Prakash, Cukoo, Jayant}% \singer{Asha}% \music{Gulam Mohammed}% \lyrics{Shakeel}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10043 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % bhagavaan terii duniyaa me.n insaan nahii.n hai.n masjid bhii hai mandir bhii hai iimaan nahii.n hai.n bhagavaan terii duniyaa me.n \threedots aapas me.n yahaa.N phuuT hai dil sabake judaa hai.n daulat jinako mil jaa_e vahii log Kudaa hai.n itanaa bhii nahii.n sochate ham kaun hai.n kyaa hai.n insaan ko insaan kii pahachaan nahii.n hai bhagavaan terii duniyaa me.n \threedots tuu chaahe to har mauj ko tuufaan banaa de sachchaa hai to biga.De hu_e iimaan banaa de in Kaaq ke putalo.n ko phir insaan banaa de varanaa mai.n samajhuu.Ngii tuu bhagavaan nahii.n hai bhagavaan terii duniyaa me.n \threedots % #endindian \endsong