% \startsong \stitle{aa_e bahaar ban ke lubhaa kar chale ga_e}% \film{Raajhath}% \year{1956}% \starring{Sohrab Modi, Pradeep Kumar, Madhubala}% \singer{Rafi}% \music{Shankar Jaikishan}% \lyrics{Hasrat}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10838 [V S Rawat], Surma Bhopali % Transliterator: % Comments: % Credits: Ashok Dhareshwar % \printtitle #indian % aa_e bahaar ban ke lubhaa kar chale ga_e kyaa raaz thaa jo dil me.n chhupaa kar chale ga_e aa_e bahaar ban ke \threedots kahane ko vo hasiin the aa.Nkhe.n thii.n bevafaa haay aa.Nkhe.n thii.n bevafaa kahane ko vo hasiin the aa.Nkhe.n thii.n bevafaa haay daaman merii nazar se bachaa kar chale ga_e aa_e bahaar ban ke \threedots itanaa mujhe bataa_o mere dil kii dha.Dakano.n haay dil kii dha.Dakano.n itanaa mujhe bataa_o mere dil kii dha.Dakano.n haay vo kaun the jo Kvaab dikhaakar chale ga_e aa_e bahaar ban ke \threedots % #endindian \endsong