% \startsong \stitle{ik tum paas na aanaa duur\-duur hii rahanaa}% \film{Raaste Ka Patthar}% \year{1972}% \starring{Amitabh Bachchan, Nita Khayani, Shatrughan Sinha, Prem Chopra}% \singer{Mukesh, Asha}% \music{Laxmikant-Pyarelal}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: BOL ANAMOL #11203 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % Credits: % \printtitle #indian % aa \: ik tum paas na aanaa duur\-duur hii rahanaa mohe Dar laage jaage nainaa saarii rainaa mu \: ik tum duur na jaanaa paas hii rahanaa tore sa.ng laage mere nainaa naahii.n chainaa aa \: piyaa mat chhe.Do prem kii batiyaa.N laaj se jhuk jaa_e.Ngii merii a.Nkhiyaa.N mu \: din hai.n suhaane dil hai.n diivaane chho.Do bahaane torii a.Nkhiyo.n me.n to haa.N hai ho.nTho.n pe hai naa aa \: ik tum paas na \threedots mu \: kuchh to kaho kaahe kho_ii\-kho_ii ho jaagii ho ki so_ii hu_ii ho aa \: dil kii ye dha.Dakan kahatii hai saajan mai.n tore kaaraN aise ta.Dapuu.N re jaise pi.njare me.n mainaa mu \: ik tum duur na \threedots aa \: kho ga_e tum kahii.n aur hii jaise dekh rahe ho kaahe tum mujhe aise mu \: ye matavaalii chaal tihaarii kitanii hai pyaarii siikhaa nadiyo.n kii maujo.n ne tumase hii bahanaa aa \: ik tum paas na \threedots mu \: ik tum duur na \threedots aa \: mohe Dar laage \threedots mu \: tore sa.ng laage \threedots % #endindian \endsong