% \startsong \stitle{sa.ng basa.ntii a.ng basa.ntii ra.ng basa.ntii chhaa gayaa}% \film{Raja Aur Rank}% \year{1968}% \starring{Sanjeev Kumar, Nazima, Kumkum, Nirupa Roy, Ajit}% \singer{Rafi, Lata}% \music{Laxmikant-Pyarelal}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: BOL ANAMOL #11074 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % Credits: % \printtitle #indian % ra \: sa.ng basa.ntii a.ng basa.ntii ra.ng basa.ntii chhaa gayaa mastaanaa mausam aa gayaa ko \: sa.ng basa.ntii a.ng \threedots la \: dharatii kaa hai aa.Nchal piilaa jhuume ambar niilaa\-niilaa sab ra.ngo.n me.n hai ra.ngiilaa ra.ng basa.ntii ko \: sa.ng basa.ntii a.ng \threedots ra \: laharaa_e ye teraa aa.Nchal saavan ke jhuulo.n jaisaa dil meraa le gayaa hai ye teraa ruup gorii saraso.n ke phuulo.n jaisaa o laharaa_e teraa aa.Nchal saavan ke jhuulo.n jaisaa ko \: dil meraa le gayaa \threedots ra \: jab dekhuu.N jii chaahe meraa naam basa.ntii rakh duu.N teraa la \: chho.Do\-chhe.Do naa ko \: ho ho la \: terii baate.n raam duhaa_ii manavaa luuTaa nii.nd churaa_ii sai.nyaa terii priit se aa_ii ta.ng basa.ntii sa.ng basa.ntii a.ng \threedots ra \: mastaanaa mausam aa gayaa la \: ho sun lo deshavaasiyo.n \-2 aaj se is desh me.n chhoTaa\-ba.Daa ko_ii na hogaa saare ek samaan ho.nge sun lo deshavaasiyo.n ko_ii na hogaa bhuukhaa\-pyaasaa puurii hogii sabakii aashaa ham hai.n raajaa ra \: tum ho kaun nagar ke raaje chhoTaa mu.Nh ba.Dii baat na saaje jhuumo naacho gaa_o baaje sa.ng (?) basa.ntii ko \: sa.ng basa.ntii a.ng \threedots % #endindian \endsong