% \startsong \stitle{baabul kaa ghar chho.D ke gorii}% \film{Rakhi}% \year{1949}% \starring{Kamini Kaushal, Karan Deewan}% \singer{Chorus}% \music{Husnlal-Bhagatram}% \lyrics{Sarshar Sailani}% % % Contributor: BOL ANAMOL #11885 [V S Rawat] % % Song courtesy: http://www.indiascreen.com (Late Shri Amarjit Singh) % \printtitle #indian % baabul kaa ghar chho.D ke gorii ho ga_ii aaj paraa_ii re Dolii dekh jiyaaraa Dole aa.Nkh niir bhar aa_ii re ( nyaarii jag kii riit rii sakhiyaa.N kaun kisii kaa miit rii sakhiyaa.N ) \-2 jhuuThii sabakii (?) kisane priit nibhaa_ii re baabul kaa ghar chho.D ke gorii ho ga_ii aaj paraa_ii re Dolii dekh jiyaaraa Dole aa.Nkh niir bhar aa_ii re jin galiyo.n me.n bachapan biitaa kholii aa.Nkh jawaanii ne un galiyo.n se kiyaa kinaaraa sakhiyo.n kii paTaraanii ne bha_iiyaa kaa man bhar\-bhar aaye rot chalii maa jaa_ii re baabul kaa ghar chho.D ke gorii ho ga_ii aaj paraa_ii re Dolii dekh jiyaaraa Dole aa.Nkh niir bhar aa_ii re pii ke pyaar me.n kho kar gorii hamako bhuul naa jaanaa roz nahii.n to kabhii\-kabhii do ak_shar likh bhijawaanaa dhiire\-dhiire madhur suro.n me.n yahii kahe shahanaa_ii re ( baabul kaa ghar chho.D ke gorii ho ga_ii aaj paraa_ii re Dolii dekh jiyaaraa Dole aa.Nkh niir bhar aa_ii re ) \-2 % #endindian \endsong