% \startsong \stitle{kyaa sochataa hai ai dil kyaa savaal karataa hai}% \film{Sadak}% \year{1991}% \starring{Sanjay Dutt, Pooja Bhat}% \singer{Anuradha Paudwal}% \music{Nadeem Shravan}% \lyrics{Sameer}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % kyaa sochataa hai ai dil kyaa savaal karataa hai ye pyaar to sabhii kaa buraa haal karataa hai kyaa sochataa hai ai \threedots jisane pyaar kiyaa dil kaa etabaar kiyaa usane to khud hii apanaa bas jiinaa dushvaar kiyaa pahate to dil lagaa ke phir dard miiThaa paa ke kyaa kamaal karataa hai ye pyaar to sabhii kaa \threedots jaataa hai ik nazar me.n dil kaa sukuun saaraa detaa jo bekaraarii lagataa hai vo hii pyaaraa kyaa ham bataa_e.n kaise mat puuchho kaise kaise kyaa kamaal karataa hai ye pyaar to sabhii kaa \threedots % #endindian \endsong