% \startsong \stitle{dushmano.n ne to dushmanii kii hai}% \film{Saathi}% \year{1991}% \starring{Aditya Pancholi, Mohsin Khan, Varsha Usgaonkar, Paresh Rawal, Avtar Gill}% \singer{Kumar Sanu, Anwar}% \music{Nadeem Shravan}% \lyrics{Surendra Sathi}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % dushmano.n ne to dushmanii kii hai dosto.n ne kyaa kamii kii hai aisaa bhii dekho vaqt jiivan me.n aataa hai achchhaa khaasaa dost bhii dushman ban jaataa hai lagii dostii ko kisakii nazar badal jaa_egaa tuu nahii.n thii Kabar na kasame.n rahii.n na vaade rahe na sa.ng marane ke vo iraade rahe daulat hii ko ab sab kuchh samajhaa jaataa hai to achchhaa khaasaa dost bhii \threedots terii aa.Nkho.n me.n ab jo pyaar nahii.n jo yaarii na samajhe vo yaar nahii.n ye daulat kis kaam kii yaarii hai bas naam kii yaar mere pachhataa_egaa jo hogaa dekhaa jaa_egaa sachchaa_ii kii raah jab ko_ii apanaataa hai to achchhaa khaasaa dost bhii \threedots % #endindian \endsong