% \startsong \stitle{saavan barasataa hai ... tujhase mil kar bhii yah dil tarasataa hai}% \film{Shaandaar}% \year{1990}% \starring{Mithun, Minakshi, Mandakini, Juhi, Sumeet Saigal, Tanuja, Saeed Jafrey}% \singer{Anuradha Paudwal}% \music{Bappi Lahiri}% \lyrics{Anjaan}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % saavan aayaa saavan barasataa hai tujhase milane ko tujhase mil kar bhii yah dil tarasataa hai saavan barasataa hai \threedots Thahar Thahar jaage man me.n lahar ko_ii thar thar tan kaa.npe aise lahar lahar par bin maa.njhii ke naiyaa Dole jaise jhuum ke baadal ghire TuuT ke barasii ghaTaa chuum ke bhiigaa badan chhe.De yah ThaNDii havaa saavan barasataa hai \threedots taras taras ga_e kitane baras yahaa.n tab hai.n ye baadal barase ba.Dhatii jaa_e man kii dha.Dakan dekh na pyaasii nazar se pyaar kii pyaas ba.Dhe jab bhii javaanii me.n jii chaahe jal jaa_uu.n barakhaa ke paanii me.n saavan barasataa hai \threedots % #endindian \endsong