% \startsong \stitle{chalo chale.n duur kahii.n pyaar ke li_e ye jagah Thiik nahii.n}% \film{Sindoor}% \year{1987}% \starring{Shashi Kapoor, Jayaprada, Govinda, Neelam, Jeetendra, Rishi Kapoor}% \singer{Kavita Subramaniam, Mohammed Aziz}% \music{Laxmikant Pyarelal}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % suno jii kaho jii ho ko_ii aataa hai ko_ii jaataa hai aane jaane vaalo.n se jii ghabaraataa hai chalo chale.n duur kahii.n pyaar ke li_e ye jagah Thiik nahii.n chalo chale.n duur \threedots dil na lage is shahar me.n meraa kisii parvat par Daal de.n Deraa ja.ngal me.n kar le.n baseraa Duub ke nahii.n to mar jaa_e.n kahii.n pyaar ke li_e ye jagah \threedots rah ga_e piichhe duniyaa ke mele yahaa.n nahii.n ko_ii ham hai.n akele dil bhii kyaa hai chiiz merii jaan le le ai baabuu maachis hai ko_ii aa jaa_e kyaa hai yakii.n pyaar ke li_e ye jagah \threedots mushkil se milii hai.n ye tanhaa_iyaa.n lene do ab pyaar kii a.nga.Daa_iyaa.n ko_ii aa rahaa hai ho jaa_e na rusavaa_iyaa.n ai ##mister time## kyaa hu_aa is kambakht ko aanaa thaa yahii.n pyaar ke li_e ye jagah \threedots % #endindian \endsong