% \startsong \stitle{jisake li_e ta.Dape ham ... yahii hai vo saa.Njh aur saveraa}% \film{Saanjh Aur Savera}% \year{1964}% \starring{Meena Kumari, Guru Dutt, Mehmood, Shubha Khote}% \singer{Rafi, Asha}% \music{Shankar-Jaikishan}% \lyrics{Hasrat}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10971 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % Credits: % \printtitle #indian % ra \: jisake li_e ta.Dape ham saaraa jiivan bhar yahii hai vo saa.Njh aur saveraa \-2 aa \: janam\-janam se a.Ndheraa thaa merii raaho.n me.n ye baat kab thii bhalaa madabharii fizaa_o.n me.n ra \: sabaa bahaar ke Dole me.n tumako laa_ii hai ke aaj saarii Kudaa_ii hai merii baa.Nho.n me.n chalaa gayaa Gam kaa vo andheraa milan hu_aa pyaar kaa sunaharaa jisake li_e ta.Dape \threedots aa \: tumhii.n chhupe the merii zindagii ke darpaN me.n tumhaaraa pyaar sameTaa thaa apane daaman me.n ra \: jale hai.n pyaar ke diipak banaa dhu_aa.N kaajal khile hai.n phuul tamannaa ke dil ke aa.Ngan me.n milaa mujhe saath sa.ng teraa chamak uThaa hai nasiib teraa jisake li_e ta.Dape \threedots aa \: merii palak tumhaarii palak kaa saayaa hai zabaan\-e\-dil pe tumhaaraa hii naam aayaa hai ra \: nisaar aisii Kushii par hamaarii saarii umar ke hamane chaa.Nd ko apane gale lagaayaa hai tumane ra.ng pyaar kaa bharaa gaharaa nikhar gayaa aasamaa.N kaa cheharaa jisake li_e ta.Dape \threedots % #endindian \endsong