% \startsong \stitle{yah phuulo.n kaa gajaraa yah meraa si.ngaar}% \film{Sara Jahan Hamara}% \year{1961}% \starring{Premnath, Shyama, Heeralal, Rajeshwari, Azra, Jankidas}% \singer{Suman}% \music{Babul}% \lyrics{Anjum Jaipuri}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10068 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % yah phuulo.n kaa gajaraa yah meraa si.ngaar ko_ii le ke aayaa hai sapane hazaar ye gajaro.n ke phuulo.n me.n kyaa mil gayaa zamii.n jhuum uThii aasamaa.n hil gayaa havaa_o.n me.n u.Dane lage aaj ham ki unakii nazar me.n bhii dekhaa hai pyaar ho ko_ii le ke aayaa hai \threedots un aa.Nkho.n ne bhii kuchh kahii daastaa.N muskaraane lagaa aaj saaraa jahaa.N saa.Ns lene me.n bajatii hai.n shahanaa_iyaa.N aa ga_ii zindagii me.n anokhii bahaar ho ko_ii le ke aayaa hai \threedots merii aa.Nkho.n ne dekhaa thaa sapanaa ko_ii ban gayaa muhabbat me.n apanaa ko_Ii do qadam ab to chalanaa bhii mushkil hu_aa baat vo ho ga_ii jisakaa thaa intazaar yah phuulo.n kaa gajaraa \threedots % #endindian \endsong