% \startsong \stitle{apanii ulfat pe zamaane kaa ... to kitanaa achchhaa hotaa}% \film{Sasural}% \year{1961}% \starring{Rajendra Kumar, B Saroja Devi, Mehmood, Lalita Pawar}% \singer{Mukesh, Lata}% \music{Shankar-Jaikishan}% \lyrics{Hasrat}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10909 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % Credits: % \printtitle #indian % mu \: apanii ulfat pe zamaane kaa na paharaa hotaa to kitanaa achchhaa hotaa \-2 la \: pyaar kii raat kaa ko_ii na saveraa hotaa to kitanaa achchhaa hotaa \-2 mu \: apanii ulfat pe \threedots paas aakar bhii bahut duur bahut duur rahe ek bandhan me.n ba.Ndhe phir bhii to majabuur rahe merii raaho.n me.n na ulajhan kaa a.Ndheraa hotaa to kitanaa achchhaa hotaa \-2 la \: dil mile aa.Nkh milii pyaar na milane paa_e baaGabaa.N kahataa hai do phuul na khilane paa_e.N apanii ma.nzil ko jo kaa.NTo.n ne na gheraa hotaa to kitanaa achchhaa hotaa \-2 mu \: ajab sulagatii hu_ii laka.Diyaa.N hai.n jag vaale la \: mile.n to aag ugal de.n kaTe.n to dhu_aa.N kare.n do \: apanii duniyaa me.n bhii sukh chain kaa pheraa hotaa to kitanaa achchhaa hotaa \-2 apanii ulfat pe \threedots % #endindian \endsong