% \startsong \stitle{jis karanii se maalik ruuThe ... o maaTii ke putale}% \film{Sheroo}% \year{1957}% \starring{Ashok Kumar, Nalini Jaywant, Anoop Kumar, Madan Puri, Om Prakash}% \singer{Rafi}% \music{Madan Mohan}% \lyrics{Kaif Irfani}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10597 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % jis karanii se maalik ruuThe kabhii na kar vo kaam kabhii na le tuu kisii se badalaa teraa badalaa le.nge raam o maaTii ke putale itanaa na kar tuu Gumaan pal bhar kaa tuu mehamaan o maaTii ke putale \threedots tuune prabhuu ko dhan me.n Dhuu.NDhaa kabhii na apane man me.n Dhuu.NDhaa bhuul gayaa maayaa ke ba.nde tujh me.n base bhagavaan o maaTii ke putale \threedots maalik se kuchh chhupaa nahii.n hai kaun hai jag me.n kaisaa maalik to hai pyaar kaa bhuukhaa log cha.Dhaa_e.N paisaa dhan ke lobhii ye naa jaane.n kyaa maa.Nge bhagavaan o maaTii ke putale \threedots jag hai vo hii banaane vaalaa tuu hai kaun miTaane vaalaa chho.D de usape saarii baate.n o muurakh insaan o maaTii ke putale \threedots % #endindian \endsong