% \startsong \stitle{aane vaale ko aanaa hogaa}% \film{Sohni Mahiwaal}% \year{1958}% \starring{Bharat Bhushan, Nimmi, Achala sachdev, Sheela Kashmiri, Mukri, Tuntun}% \singer{Rafi, Lata}% \music{Naushad}% \lyrics{Shakeel}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10661 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % ra \: aane vaale ko aanaa hogaa la \: jaane vaale ko jaanaa hogaa \-2 ra \: o milii hai pyaar kii ma.nzil na_e safar ke li_e la \: tumhaare ho ga_e ham aaj umr bhar ke li_e ra \: milii hai pyaar kii \threedots la \: tumhaare ho ga_e \threedots ra \: pyaar karake nibhaanaa hogaa do \: pyaar karake nibhaanaa hogaa aane vaale ko \threedots jaane vaale ko \threedots ra \: o Kushii kii mauj me.n ham aaj Duube jaate hai.n la \: hamaare haath se patavaar chhuuTe jaate hai.n ra \: Kushii kii mauj \threedots la \: hamaare haath se \threedots ra \: ishq me.n Duub janaa hogaa do \: ishq me.n Duub janaa hogaa aane vaale ko \threedots jaane vaale ko \threedots la \: o hamaare pyaar ke kisse sunaa_e jaa_e.Nge ra \: ye giit saare zamaane me.n gaa_e jaa_e.Nge la \: hamaare pyaar ke \threedots ra \: ye giit saare zamaane \threedots la \: ham naa ho.nge fasaanaa hogaa do \: ham naa ho.nge fasaanaa hogaa aane vaale ko \threedots jaane vaale ko \threedots % #endindian \endsong