% \startsong \stitle{har andhere ke piichhe ... he ye hai ##bombay town##}% \film{Supari}% \year{2003}% \starring{Uday Chopra, Rahul Dev, Aakash Saigal, Purab Kohli, Nandita Das}% \singer{KK}% \music{Sandesh Shandilya}% \lyrics{Javed Akhtar}% % % Contributor: BOL ANAMOL #11691 [V S Rawat] % Producer & Director: Aum Creates Unlimited, Padam Kumar % Audio: Saregama India Ltd % Cassette: NHF 810559 Digital, Rs 55/-, CD: , Cost: Rs 125/- % site: www.whatissupari.com % \printtitle #indian % har andhere ke piichhe ik saveraa yahaa.N har savere ke piichhe ek andheraa yahaa.N hai samandar kinaare shahar yuu.N to basaa Kud bhii jaise samandar shahar hai lag rahaa shahar hai ek samandar jaise haalaat kaa shahar hai ek samandar kitane jazbaat kaa aa.Nsu_o.n kii hai.n mauje.n mushqilo.n ke bha.Nvar jo nahii.n tair paayaa rah gayaa Duub kar tuufaanii shahar hai har pal ek lahar hai amR^it hai zahar hai maut bhii de jiivan bihi de he ye hai ##bombay town## \-2 ##bombay## ye hai ##bombay town## he ye hai ##bombay town## ko_ii dekhe jidhar bhii kitane insaan hai.n aur sab ke dilo.n me.n kitane aramaan hai.n kitane Gam aur Kushiyaa.N pal rahe hai.n yahaa.N log Kvaabo.n ke piichhe chal rahe hai.n yahaa.N Thokare.n khaa rahe hai.n ab idhar ab udhar ik insaanii ja.ngal jaise hai ye nagar tuufaanii shahar hai har pal ek lahar hai amR^it hai zahar hai maut bhii de jiivan bhii de he ye hai ##bombay town## \-2 ##bombay## ye hai ##bombay town## he ye hai ##bombay town## shaam hai naa saveraa din hai naa raat hai jaane kaisaa ye pal hai jaane kyaa baat hai kah rahii hai.n ye raahe.n ko_ii khone ko hai kah rahii hai.n havaaye.n kuchh to hone ko hai Gam kaa lavaa sameTe dil hai kab se dukhii phaTane vaalaa hai dekho ab ye jvaalaamukhii tuufaan tuufaanii shahar hai tuufaan har pal ek lahar hai tuufaan amR^it hai zahar hai maut bhii de jiivan bhii de he ye hai ##bombay town## \-4 ##bombay## ye hai ##bombay town## \-4 he ye hai ##bombay town## \-3 ##bombay## ye hai ##bombay town## he ye hai ##bombay town## % #endindian \endsong