% \startsong \stitle{kah ke bhii na aaye tum}% \film{Safar}% \year{1946}% \starring{Shobha, Kanu Roy, V H Desai}% \singer{Rafi}% \music{C Ramchandra}% \lyrics{G S Nepali}% % % Contributor: BOL ANAMOL #11865 [V S Rawat] % % Song courtesy: http://www.indiascreen.com (Late Shri Amarjit Singh) % \printtitle #indian % kah ke bhii na aaye tum ab chhupane lage taare dil le ke tumhii.n jiite dil de ke hamii.n haare ham aas kiye jaate tum paas nahii.n aate jaanaa thaa chale jaate milane to chale aate kah ke bhii na aaye tum ab chhupane lage taare dil le ke tumhii.n jiite dil de ke hamii.n haare hamane thaa tumhe.n maanaa tumane hii naa pahachaanaa jab honaa thaa begaanaa tab kyo.n kiyaa diiwaanaa kah ke bhii na aaye tum ab chhupane lage taare dil le ke tumhii.n jiite dil de ke hamii.n haare sunasaan hu_ii.n galiyaa.N sab suukh ga_ii.n kaliyaa.N ab biit chalii.n gha.Diyaa.N par jaag rahii.n a.Nkhiyaa.N kah ke bhii na aaye tum ab chhupane lage taare dil le ke tumhii.n jiite dil de ke hamii.n haare % #endindian \endsong