% \startsong \stitle{aaj ko_ii hai aanewaala}% \film{Shair}% \year{1949}% \starring{Suraiya, Kamini Kaushal, Dev Anand, Agha, Sulochana}% \singer{Suraiya}% \music{Gulam Mohammed}% \lyrics{Shakeel}% % % Contributor: BOL ANAMOL #12601 [V S Rawat], 10/02/2004 % \printtitle #indian % aaj ko_ii hai aanewaala \-2 ho aanewaala kaun ye kyuu.N batalaa_uu.N ho ho ye kyuu.N batalaa_uu.N \-2 aaj ko_ii hai aanewaala jiiwan gaa re dil ye pukaare piyaa\-piyaa ho piyaa\-piyaa piyaa\-piyaa ho piyaa\-piyaa jiiwan gaa re dil ye pukaare piyaa\-piyaa ho piyaa\-piyaa ( sudh\-budh haare laaj ke maare moraa jiyaa ho moraa jiyaa ) \-2 ho kaagaa bole kaagaa bole mere dwaar mai.n dekh\-dekh muskaa_uu.N ho aaj ko_ii hai aanewaala ho aanewaala kaun ye kyuu.N batalaa_uu.N ho ho ye kyuu.N batalaa_uu.N \-2 aaj ko_ii hai aanewaala ( o aaj kisii kii aas lagii hai machal rahaa hai Kushii se dil machal rahaa hai Kushii se dil ) \-2 ( man meraa Dole aur ye bole piyaa se mil ho piyaa se mil ) \-2 ho duniyaa naache duniyaa naache sa.ng\-sa.ng mai.n jhuum\-jhuum ke gaa_uu.N ho aaj ko_ii hai aanewaala ho aanewaala kaun ye kyuu.N batalaa_uu.N ho ho ye kyuu.N batalaa_uu.N \-2 aaj ko_ii hai aanewaala % #endindian \endsong %